Urdu

 

Hamari tarjuma shuda cheezain online mazameen, videos, DVD, aur print kay kabil baroshar par mushtamil hai. Hamari faraham karda website kay links aur masnuaat doosron kay sath zaroor share karain - Na sirf doston aur azeezon kai, balkai zara-i-iblagh, qanoon sazon aur nifaaz karnay walon, adaalton, aur, architects, engineers, aur sciencedanon kay sath jo aap kay mulk mein rehtay hain aur aap ki zubaan boltay hain.

Aik sath mil kar hum shawaahid ko saamnay lay aain gay! Qata nazar un kay mulk, thaqafat, siyasi jamaat, ya zabaan kay, har kisi to sciency haqaiq tak rasai ki zaroorat hai jo World Trade Centre ki haqeeqi tehqiqaat ki qayaadat karain gi.

 

 

YouTube ki vidoes ap ki zubaan mein